Pyar ki har rasam : (Sad Shayari)
Pyar ki har rasam nibhai thi maine,
Tumhe paane ke liye har kashti dubai thi maine,
Tumne kadar na jaani meri wafaon ki,
Tumhari chahat mein har khushi lutai thi maine.
|
Achche nahi lagte : (Romantic Shayari)
Tumhare chaand se chehre pe gham achche nahi lagte,
Hamein keh do chale jao jo hum achche nahi lagte.
Humein woh zhakhm do jana jo sari umar na bhar paye,
Jo jaldi bhar ke mit jaye woh zhakhm ach... More...
|
Wafa ka naam na lo yaaron : (Sad Shayari)
Wafa ka naam na lo yaaron,
Wafa dil ko dukhati hai,
Wafa ka naam lene se,
Humein ek bewafa ki yaad aati hai.
|
Ishq sabhi ko jeena sikha deta hai : (Sad Shayari)
Ishq sabhi ko jeena sikha deta hai,
Wafa ke naam par marna sikha deta hai,
Ishq nahi kiya to kar ke dekho,
Zalim har dard sehna sikha deta hai.
|
Wo roothate rahe : (Sad Shayari)
Wo roothate rahe, hum manate rahe,
Unki rahon mein palkein bichhate rahe,
Unhone kabi palat kar bhi na dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe!
|
|
More Shayaries...
|
|