Enjoy "Birthday Shayari" Sher-O-Shayari on FunBull.com
Birthday Shayari Shayari on Birthday
Best Wishes Jokes SMS Jokes Funny Pictures Shayari Interesting Facts



Birthday Shayari


We have a huge Birthday Shayari collection here on this site which is very useful for you. Here you will find unique and best birthday shayaris in many languages like hindi, urdu, punjabi, gujarati, malyalam, kannada. All these birthday shayari are free to all. If you like these shayaries then you can send it to your friends. Also don't forget to rate these shayaris.


Latest Birthday Shayari

Phoolon ki sugandh se
Phoolon ki sugandh se
Phoolon ki sugandh se sugandhit ho jeevan tumhara,
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara,
Umr aapki ho suraj jaisi,
Yaad rakhe jise hamesha duniya,
Janmdin mein aap mehfil sajayein aap aisi,
Shubh din ye aaye aapke jeevan mein hazaar baar,
Aur hum aapko ”Janmdin Mubarak” kehte rahein har baar...
Happy Happy Birthday
Happy Happy Birthday
Happy Happy Birthday to you,
Tere jaise dost dunia mein hote hain bahut few,
Chhote se mere is dil mein only hai tu,
Jeeta rahe jo saalon saal woh ped woh tu,
Yeh khuda se dua hai meri only for you,
Happy Birthday once again to you,
Yeh special message hai just for you.
Yaar Ka Janamdin
Yaar Ka Janamdin
Agar yaad tumko na rahe apna janamdin,
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin,
Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka janamdin,
Chahe woh ho mera akhiri din,
Aapko zaroor mera yeh msg. milega,
Jispe likha hoga ”mubarak ho aapko aapka jamdin”.
Khuda kaise karoon shukriya
Khuda kaise karoon shukriya
Khuda kaise karoon shukriya is din ke liye,
Jis din tumhe dharti pe bheja hamare liye,
Na jaane kyon main intezaar kar raha tha,
Shayad janamdin hai tumhara is liye,
Meri har ek dua hai teri lambi umar ke liye,
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis ke liye.
चेहरा आपका खिला रहे
चेहरा आपका खिला रहे
चेहरा आपका खिला रहे गुलाब की तरह
नाम आपका रौशन रहे आफ़ताब की तरह
गम में भी आप हसंते रहना फूलों की तरह
अगर हम कभी तुम्हरा साथ न दे पाये
तो भी आप अपना जन्मदिन मनाते रहना इसी तरह |
Us din khuda ne bhi
Us din khuda ne bhi
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
Jis din apko apne hathon se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge aansu,
Jis din apko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga.

Happy Birthday

Birthday Shayari related links Related Content
Birthday SMS
Birthday Orkut Scraps
Belated Happy Birthday Scraps


        1     2     3     4     5     6     7       .  .  . 7     Next     Last


SHAYARI CATEGORIES
Shayari Home
Barish Shayari
Birthday Shayari
Bollywood Shayari
Dosti Shayari
Flirting Shayari
Funny Shayari
Hindi Shayari
Punjabi Shayari
Romantic Shayari
Sad Shayari
Sharab Shayari

SUBMIT SHAYARI



SUBSCRIBE SHAYARI





Funny Pictures | Jokes | Best Wishes SMS | SMS Jokes | Shayari | Interesting Facts

Forum link for this page (Shayari on Birthday)

Subscribe / Unsubscribe   |   Contact Us   |   Sitemap   |   Privacy Policy
Best view of Birthday Shayari on Internet Explorer Version 6 and above with 1024 x 768 pixels resolution.