Funny Shayari or mazakia shayari section of this site is a funny concept to share the thought about fun. So don't waste your thoughts about funny shayari but share them with us
so that world can see your thinking and truly in your way. We provide a platform where you can share your shayaris with world and we encourage all types of funny poetry in different languages like urdu, hindi, punjabi etc. So, what are you waiting for, just start posting your shayaris. If you like any shayari you can send it to your friends. Also don't forget to rate these shayaris.
Latest Funny Shayari
जीवन के हर मोड़ पर
जीवन के हर मोड़ पर बस तुने ही साथ निभाया है,
तुने ही हर रोज़ पलकों पर एक नया ख्वाब सजाया है,
पर अब कुछ दिन के लिए माफ़ करो हे निद्रा देवी,
अब exam बिल्कुल सर पे आया है|
Log kahte hain ki
Log kahte hain ki pyar itna bhi na karo ki girlfriend sar par sawar ho jaye,
Hum kahte hain ki pyar itna karo ki girlfriend ki friend bhi tumse pat jaye.
Shehar ki Gali mein
Shehar ki Gali mein paan ki dukan,
Devdas ne dekhi paro ki muskan,
Devdas ne khilaya paro ko paan,
Kha ke paan paro boli, shukriya Bhaijan....
Har mod par tumhara saath denge
Hamne socha tha har mod par tumhara saath denge,
Hamne socha tha har mod par tumhara saath denge,
Par kya karein kambakhat sadak hi seedhi nikli.
Kabhi hausla bhi
Kabhi hausla bhi aazmana chahiye,
Bure waqt mein bhi muskurana chahiye,
Chahe kitni bhi thand pade,
Hafte mein ek baar to nahana hi chahiye.
Haathon mein taqat hai to
Haathon mein taqat hai to, pahaad ko hila kar dekh.
Warna aa baith ke do peg maar aur pahaad ko hilta hua dekh.