"Love Shayari" or Romantic Shayari section of this site is a very beautiful concept to share the beauty of thought about Love and Romance called Shayari on Love. So don't waste
your beautiful thoughts and shayaris but share them with us so that world can see your thinking and truly in your way. We provide a platform where you can share your love shayaris with world and we encourage all types of love poetry in different languages like Urdu, Hindi, Punjabi etc. So, what are you waiting for, Just start posting your jove shayari. If you like any shayari you can send it to your friends. Also don't forget to rate these shayaris on love.
Latest Romantic Shayari
Bataao Kya Kiya Jaaye
Bahut masoom hasrat hai bataao kya kiya jaaye,
Mujhe tum se mohobbat hai bataao kya kiya jaaye,
Jo suraj doobta hai to dil bhi apna doob jata hai,
Ajeeb si apni halat hai bataao kya kiya jaaye.
Tumse milne ki chahat meri kab se hai yeh kaho,
Dil-e-naadan ki yeh zid hai bataao kya kiya jaaye...!!
Suraj Aur Chaand
कभी तो कि होगी सूरज ने चाँद से मोहब्बत,
तभी तो चाँद में दाग है,
और मुमकिन है कि चाँद ने कि होगी बेवफाई,
तभी तो सूरज में इतनी आग है.
Jeene Ki Nai Adaa
जीने की उसने हमे नई अदा दी है,
खुश रहने की उसने दुआ दी है,
ए खुदा उसको सारा जहा देना,
जिसने अपने दिल मे हमे जगह दी है !
Hai To Hai
Wo nahi mera magar us se mohabbat hai to hai,
Yeh agar rasmon-riwazon se bagawat hai to hai,
Sach ko maine sach kaha, jab keh diya to keh diya,
Ab zamane ki nazar mein yeh himaakat hai to hai.
Jo Tumhein Pyar Kare
Us dil se pyaar karo jo tumhein dard de,
Par us dil ko kabhi dard na do jo tumhein pyar kare.
Kyun ki tum duniya ke liye koi ek ho,
Par kisi ek ke liye saari duniya ho…
Dekha Hai Hamne Bhi
Dekha hai hamne bhi aazma kar,
De jaate hai dhokha log kareeb aa kar,
Kehati hai duniya magar dil nahi maanta,
Kya aap bhi bhool jaaoge hamein apna bana kar?