Enjoy "Sad Shayari" Sher-O-Shayari on FunBull.com
Sad Shayari Dard Shayari
Best Wishes Jokes SMS Jokes Funny Pictures Shayari Interesting Facts



Sad Shayari


"Sad Shayari" or dard shayari section of this site is a concept to share the pain of thought about broken heart in love. So don't waste your thoughts and shayaris but share them with us so that world can see your thinking and truly in your way. We provide a platform where you can share your shayaris with world and we encourage all types of sad poetry in different languages like urdu, hindi, punjabi etc. So, what are you waiting for, just start reading our sad shayari. If you like any shayari you can send it to your friends. Also don't forget to rate these dard shayaris.


Latest Sad Shayari

Zid Thi
Zid Thi
Chand tare zameen par lane ki zid thi,
Hamein unko apna banane ki zid thi,
Achcha hua woh pehle hi ho gayi bewafa,
Warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.
Kuch Bhi Nhi
Kuch Bhi Nhi
Mohabbat, chahat, wafa kuchh bhi nahi,
Zindagi gham ke siva kuchh bhi nahi,
Tumhare pass mere siwa sub kuchh hai,
Mere pass tumhare siwa kuchh bhi nahi.
इम्तिहान क्या लेगी
इम्तिहान क्या लेगी
वो हमारा इम्तिहान क्या लेगी..
मिलेगी नज़रों से नज़र तो..
नज़रें झुका देगी..
उसे मेरी कब्र पर दिया जलाने को मत कहना…
वो नादां है यारों ….अपना हाथ जला लेगी…..
Raqeeb ke saath
Raqeeb ke saath
Wo aaye bhi meri kabar pe to raqeeb ke saath,
Kaun kehta hai ke musalmanon ko jalaya nahi jata.
Hum hawa nahi
Hum hawa nahi
Hum hawa nahi jo kho jayenge,
Hum waqt nahin jo guzar jaayenge,
Hum mausam nahin jo badal jaayenge,
Hum to aansu hain jo khusi aur gham dono mein nazar aayenge.
Garmi-E-Hasrat-E-Nakaam
Garmi-E-Hasrat-E-Nakaam
Garmi-e-hasrat-e-nakaam se jal jaate hain,
Hum chiragon ki tarha shaam se jal jaate hai,
Jab bhi aata hai tera naam mere naam ke sath,
Jane kyun log mere naam se jal jate hain.


First     Previous         3     4     5     6     7     8     9     10     11       .  .  . 92     Next     Last


SHAYARI CATEGORIES
Shayari Home
Barish Shayari
Birthday Shayari
Bollywood Shayari
Dosti Shayari
Flirting Shayari
Funny Shayari
Hindi Shayari
Punjabi Shayari
Romantic Shayari
Sad Shayari
Sharab Shayari

SUBMIT SHAYARI



SUBSCRIBE SHAYARI





Funny Pictures | Jokes | Best Wishes SMS | SMS Jokes | Shayari | Interesting Facts

Forum link for this page (Dard Shayari)

Subscribe / Unsubscribe   |   Contact Us   |   Sitemap   |   Privacy Policy
Best view of Sad Shayari on Internet Explorer Version 6 and above with 1024 x 768 pixels resolution.