»
»
»
Dost Naya Ya Purana

Dost Naya Ya Purana

Koi dost naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
Juda hona kismat ki baat hai,
Door hone ka matlab bhulana nahi hota.




More Dosti Shayari

Yadon ke sahare

Yadon ke sahare duniya nahi chalti,
Bina mile kabi mehfil nahi banti.
Ek baar dil se pukaaro to dost,
Doston ki chahat ke bina, ye dhadkan nahi chalti.

Aap se door ho kar

Aap se door ho kar hum jayenge kahan,
Aap jaisa yaar hum payenge kahan,
Dil ko kaise bhi sambhal lenge
Par aankhon ke aansu hum chhupayenge kahan.

Khamoshi Mein

Khamoshi mein jo sunoge, woh awaz meri hogi,
Zindagi bhar saath rahe, wo dosti meri hogi,
Duniya ki har khushi tumhari ho,
Kyunki in sab ke peechhe duwa meri hogi...!

Show More Dosti Shayari


Shayari Categories