»
»
»
Sara jahan hi

Sara jahan hi

Sara jahan hi jiski sharan mein naman hai,
Us Mata ke charan mein bane hum hain,
Hum hain us Mata ke charano ki dhool,
To aao mil kar chadhaye Maa ko shradha ke phool.
Happy Navratra




More Navratri SMS

Kumkum bhare kadam

Kumkum bhare kadmon se aaye Maa Durga aapke dwar,
Sukh sampatti mile apko apaar,
Meri or se Navratri ki shubh kamnayen karen sweekar!

Lal rang ki chunari se

Lal rang ki chunari se saja Maa ka darbar,
Harshit hua man, pulkit hua sansar,
Nanhe nanhe kadmon se,
Maa aaye aapke dwar,
Mubarak ho apko NAVARATHRI ka tyohar.

Mata aayi hai

Mata aayi hai khusiyon ka bhandar layi hai!
Sachche dil se to mang kar dekho,
Maa ke taraf se kabhi na nahi hogi!!
To prem se bolo "Jai Mata Di"

Facebook Comment
Show All Navratri SMS