»
»
»
Sarva Mangal Mangalye

Sarva Mangal Mangalye

Sarva Mangal Mangalye, Shive Sarwatha Sadhike,
Sharanye Tryambake Gauri Narayani Namostute.
Navratri ki Hardik Shubhkamnayen.




More Navratri SMS

Pag-pag mein

Pag-pag mein phool khile,
Khushi aap sabko itni mile,
Kabhi na ho dukhon ka samna,
Yahi hai apko Navratri ki subhkamna.

Sara jahan hi

Sara jahan hi jiski sharan mein naman hai,
Us Mata ke charan mein bane hum hain,
Hum hain us Mata ke charano ki dhool,
To aao mil kar chadhaye Maa ko shradha ke phool.
Happy Navratra

Kumkum bhare kadam

Kumkum bhare kadmon se aaye Maa Durga aapke dwar,
Sukh sampatti mile apko apaar,
Meri or se Navratri ki shubh kamnayen karen sweekar!

Show All Navratri SMS