»
»
»
Election Ki Date

Election Ki Date

Boy 1 : Election ki date fix ho gayi hai.
Boy 2 : Toh kya hua...
Boy 1 : Us din pata chal jaayega ki mohalle ki kaun kaun si ladkiyaan 18 saal ki ho gayi hain.
More Hindi SMS

Biwi Beech Mein Aa Jaati Hai

Santa: Yaar! Main jo bhi kaam shuru krta hoon meri biwi beech mein aa jaati hai.

Banta :- Tu Truck chala kar dekh, shayad kismat sath de de.

Dehshat Gardi ki Hadd

Is se badi dehshat gardi aur kya ho sakti hai. Wash room ke lote mein koi tezaab daal gaya.

Tujh me Rab dikta Hai

Boy: "Tujh me Rab dikta Hai, Yara mai kya karu"
Girl:"Darsan kar, Dakshina de, Prasad la or Chala ja, Q ki tere piche or vi Bhakt khare hai".

Show All Hindi SMS