»
»
»
Yaar Ka Janamdin

Yaar Ka Janamdin

Agar yaad tumko na rahe apna janamdin,
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin,
Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka janamdin,
Chahe woh ho mera akhiri din,
Aapko zaroor mera yeh msg. milega,
Jispe likha hoga "mubarak ho aapko aapka jamdin".




More Birthday Shayari

Khuda kaise karoon shukriya

Khuda kaise karoon shukriya is din ke liye,
Jis din tumhe dharti pe bheja hamare liye,
Na jaane kyon main intezaar kar raha tha,
Shayad janamdin hai tumhara is liye,
Meri har ek dua hai teri lambi umar ke liye,
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis ke liye.

Facebook Comment
Chehra Aapka Khila Rahe

Chehra aapka khila rahe gulaab ki tarah,
Naam aapka roshan rahe aaftab ki tarah,
Gham mein bhi aap hanste rehna phoolon ki tarah,
Agar hum kabhi tumhara saath na de paayein
To bhi apna janamdin manaate rehna isi tarah.

Us din khuda ne bhi

Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
Jis din apko apne hathon se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge aansu,
Jis din apko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga.

Happy Birthday

Facebook Comment
Show More Birthday Shayari


Shayari Categories